Kya Tum
Shayad ye fasla tha ghalath
Tum ne tho mujh se or kuch nahi suna
Magar meray uper ye bhoj ko de tha hu laanath
Khaayalo mei hamesha hothi ho phir bhi zindagi se ghumshuda
Aas paas ho na hai na mumkin
Farishtay humari judaii pe aansu bahaar rahe hai
Jo bhi hai mere dil mei wo hai tumhare liye
Ek saal mei hazaar dukh diye
Zinda rehna tho sirf majboori hai
Mei bas soch tha rehta hu
Kya Tum abhi bhi meray baare mei soch thi ho
Kya Tum?
Suna tumhare ghar mei bachi peda hui
Tho de tha hu mubaraak-baad
Agar uski thori se bhi shakal ammi se mile
Uski khubsoorthi zinda-baad
Kasam khaatha hu nahi phela raha museebath
Aaram le
Or agar tumhare paas ho koi insaaniyath
Ye sawaal ka jawaab de
Mei bas soch tha rehta hu
Kya Tum kabhi kabhi meray baare mei soch thi ho
Kya Tum?
Jaantha hu jo humare beech mei tha
Wo gaya baahr mei
Tumhari zindagi mei daklan andaazi nahi kar raha
Bas jaana cha raha tha agar meri soorath dikhti hai tumhare dimagh mei…
Comments