Posts

Showing posts from July, 2023

Aag

Image
  Tum thi meri Aag Tho mai ne apna dil jala diya Or ab koi muhabath ka saboot nahi reh gaya Mai ne tumhara jism choooha Paas rakha Jab thak mera kuch na raha Kyun de thi ho mujhe umeed? Or khud chor gayi Mujhe bhi dafna de thi Kyu ke mai tumhe dekh sakta hu magar dekhna nahi chaahatha – sar dast Tho bas ho jao ghaaib Mai tumhe chaahatha tha magar ab nahi chaahatha   - sar dast Tho maan lo ye nayab khuaish Kisi bhi waqt, kabhi kabhi tum aa jaathi ho Bas yaad dilane mera dukh Tum thi ek, tum thi meri har ek saans Abhi tak hu yaaha, du ga apne aap ko sukh Hum kaise aage chalthe? Tum ne apne aap ko hi nahi di umeed Meri aankei dafna de thi Agar tum he itni fursat mil thi Kyu ke mai tumhe choona chaahatha hu magar nahi kar sakta Sar dast Kyu ke mai tumhe dekh sakta hu   magar dekhna nahi chaahata Sar dast Tho ho jao ghaaib…  

Wajah

Karna chaahata hu, magar dil ki baat hai Pyaar -bari raatein mere saat hai Mai apni dewaanagi or asliyat ke beech main pas gaya hu Zaroorat ho tho chaahata hu, chaahata hu tab zaroorat nahi ho thi Uske honto pe mai mera naam hai pehla lafz Wo hai farishto ki chars Uss ka khayal hi kaafi hai madhosh hone mai Or Jaani mai bas itna jaan tha hu, main tum mai hu gum Tumhare ishq ke aadi mai hu, or bas itna jaan tha hu Iss sab ki Wajah ho tum Sirf tum Har waqt bas ek hi soch Magar kuch kar nahi paata Har baar ho jaa tha hu madhosh Or zindagi ki sachai main waapis aana nahi chaahata Hai ek shaqayat magar bol nahi sakta Agar kar bhi du uss nasha ko nahi chor sakta Or jaani main bas itna jaanta hu Tumhare pyaar mai hu gum Or iss sab ki Wajah ho tum Sirf tum…

Kya Tum

Shayad ye fasla tha ghalath Tum ne tho mujh se or kuch nahi suna Magar meray uper ye bhoj ko de tha hu laanath Khaayalo mei hamesha hothi ho phir bhi zindagi se ghumshuda Aas paas ho na hai na mumkin Farishtay humari judaii pe aansu bahaar rahe hai Jo bhi hai mere dil mei wo hai tumhare liye Ek saal mei hazaar dukh diye Zinda rehna tho sirf majboori hai Mei bas soch tha rehta hu Kya Tum abhi bhi meray baare mei soch thi ho Kya Tum? Suna tumhare ghar mei bachi peda hui Tho de tha hu mubaraak-baad   Agar uski thori se bhi shakal ammi se mile Uski khubsoorthi zinda-baad Kasam khaatha hu nahi phela raha museebath Aaram le Or agar tumhare paas ho koi insaaniyath Ye sawaal ka jawaab de Mei bas soch tha rehta hu Kya Tum kabhi kabhi meray baare mei soch thi ho Kya Tum? Jaantha hu jo humare beech mei tha Wo gaya baahr mei Tumhari zindagi mei daklan andaazi nahi kar raha Bas jaana cha raha tha agar meri soorath dikhti hai tumhare dimagh mei…

Popular posts from this blog

Thank You!

Dreamer Deceived

Lahore Vampires