Aag

 

Aag

Tum thi meri Aag

Tho mai ne apna dil jala diya

Or ab koi muhabath ka saboot nahi reh gaya


Mai ne tumhara jism choooha

Paas rakha

Jab thak mera kuch na raha


Kyun de thi ho mujhe umeed?

Or khud chor gayi

Mujhe bhi dafna de thi


Kyu ke mai tumhe dekh sakta hu magar dekhna nahi chaahatha – sar dast

Tho bas ho jao ghaaib

Mai tumhe chaahatha tha magar ab nahi chaahatha  - sar dast

Tho maan lo ye nayab khuaish


Kisi bhi waqt, kabhi kabhi tum aa jaathi ho

Bas yaad dilane mera dukh

Tum thi ek, tum thi meri har ek saans

Abhi tak hu yaaha, du ga apne aap ko sukh


Hum kaise aage chalthe? Tum ne apne aap ko hi nahi di umeed

Meri aankei dafna de thi

Agar tum he itni fursat mil thi


Kyu ke mai tumhe choona chaahatha hu magar nahi kar sakta

Sar dast

Kyu ke mai tumhe dekh sakta hu  magar dekhna nahi chaahata

Sar dast

Tho ho jao ghaaib… 

Comments

Popular posts from this blog

Thank You!

Dreamer Deceived

Lahore Vampires